MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

Your browser may not support Flash Player

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Payaliya.
Lyrics: Payaliya

--male--
Paayaliya, Oh Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
--chorus--
(jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve) - 2
--male--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, O Rabba Ho
--female--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
--male--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
--female--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
--male--
(aankhon Mein Tere Sapne, Honton Pe Teri Baat
Yeh Din To Kat Jaata Hai, Guzarti Nahin Raat) - 2
--female--
Hai, Kaise Main Sunaaoon Jiya Ka Tujhko Haal
Ke Yaad Nahin Mujhko Mahina Din Saal
--male--
Saanson Se Baandhe Saanson Ka Bandhan
Teri Paayal Gori Mere Dil Ki Dhadkan
--female--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
--male--
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
--female--
(meri Paayal Pe Likha Hai Deewane Tera Naam
Baahon Mein Teri Beete Ab Mere Subh-o-shyaam) - 2
--male--
Jee Mera Kehta Hai Main Paayal Ban Jaaoon
In Gore Gore Pairon Ki Rangat Churaaoon
--female--
Aisi Baaton Se Mujhko Darr Laage
Naazook Hote Hai Chaahat Ke Dhaage
--male--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, O Rabba Ho
--female--
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
--male--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
--female--
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
--chorus--
(jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve) - 2
--female--
Aah Aah Aah, Aah Aah...
--chorus--
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve

Koye Na Koye

, ,
, , ,


Mera Naam Rakh Diya

, ,
, , ,


Payaliya

, ,
, , ,


Sochenge Tumhein Tumhe Pyaar

, ,
, , ,


Tere Dard Se Dil

, ,
, , ,


Teri Issi Aada Pe Sanam

, ,
, , ,


Teri Umeed Tera Intezaar

, ,
, , ,


Teri Umeed Tera Intezaar - Female

, ,
, , ,


Recent Played Songs
- Arabian Night 1 Min.
- Aankh Micholi Aise Mujhse 1 Min.
- OH TIMBALAND 1 Min.
- Payaliya 1 Min.
- Happy Belated Birthday 1 Min.
- Ziddi Piddi 1 Min.
- Tany 1 Min.
- Jaadu Kiya Kya (Bonus Song) 1 Min.
- Munshia 1 Min.
- Life Goes On Nu Mixx 1 Min.
- Mera Yaar Milade 1 Min.
- Wahyatak 1 Min.
- Allah Yasi Alby 1 Min.
- Sakhian 1 Min.
- Law Te3rafo 1 Min.

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.