MP3Songs (78666)
MovieMovies (2677)
AlbumAlbums (6989)
SingerSingers (3246)

Your browser may not support Flash Player

, ,
, , ,

Right Click -> Save Target As -> Download Now

Comments for: Mere Dil Jigar Se.
Lyrics: Mere Dil Jigar Se
--male--
(mere Dil Jigar Se Guzri Hai
Ek Ladki Idhar Se Guzri Hai) - 2
Gore Gore Gaalon Waali, Kaale Kaale Baalon Waali - 2
Baheki Baheki Chaalon Waali, Masti Solaah Saalon Waali
Deewaana Karke Gayi
O Rabba Ho Ho Ho, O Rabba Ho Ho Ho - 2
--female--
(mere Dil Jigar Se Guzra Hai
Ek Ladka Idhar Se Guzra Hai) - 2
Seedha Saadha Bhola Bhaala, Mujhe Tadpaane Waala - 2
Raaton Ko Jagaane Waala, Khwaabon Ko Sajaane Waala
Deewaani Karke Gaya
O Rabba Ho Ho Ho, O Rabba Ho Ho Ho - 2
--male--
Haai Haai Haai Teri Aankhen Bin Kaajal Kajraari
--female--
Haai Haai Haai Teri Baatein Lagti Hai Mujhko Pyaari
--male--
Hey, Mera Chain Loota Hai Teri In Adaaon Ne
--female--
Tere Khwaab Rehte Hain Meri In Nigaahon Mein
--male--
Abhi Abhi Aayi Ho, Ruko Zara Jaao Na
--female--
Koi Dekh Lega Yun, Mujhe Tum Sataao Na, Na Na Na Na
--male--
Bachke Nazar Se Guzri Hai
Ek Ladki Idhar Se Guzri Hai
Gore Gore Gaalon Waali, Kaale Kaale Baalon Waali - 2
Baheki Baheki Chaalon Waali, Masti Solaah Saalon Waali
Deewaana Karke Gayi
O Rabba Ho Ho Ho, O Rabba Ho Ho Ho - 2
--female--
Kal Kal Milne Waala Vaada Dekho Tum Bhool Na Jaana
--male--
Main Jo Bhool Bhi Jaaoon, Tum Mujhe Yaad Dilaana
--female--
Ho, Ghadi Do Ghadi Ki Bhi Dooriyaan Sataati Hai
--male--
Ho, Tujhe Raat Din Meri Dhadkanein Bulaati Hai
--female--
Badi Pyaas Jaagi Hai, Badi Beqaraari Hai
--male--
Bas Teri Tamanna Hai, Teri Khumaari Hai, Haan
--female--
Dekho Kidhar Se Guzra Hai
Ek Ladka Idhar Se Guzra Hai
Seedha Saadha Bhola Bhaala, Mujhe Tadpaane Waala - 2
Raaton Ko Jagaane Waala, Khwaabon Ko Sajaane Waala
Deewaani Karke Gaya
O Rabba Ho Ho Ho, O Rabba Ho Ho Ho - 2
--male--
Mere Dil Jigar Se Guzri Hai
Ek Ladki Idhar Se Guzri Hai
Gore Gore Gaalon Waali, Kaale Kaale Baalon Waali - 2
Baheki Baheki Chaalon Waali, Masti Solaah Saalon Waali
Deewaana Karke Gayi
O Rabba Ho Ho Ho, O Rabba Ho Ho Ho - 2

Hum To Dil Chahen

, ,
, , ,


Mehfil Mein Bar Bar

, ,
, , ,


Mere Dil Jigar Se

, ,
, , ,


Mere Khawabon Mein

, ,
, , ,


Meri Sanson Mein

, ,
, , ,


Soldier Soldier

, ,
, , ,


Recent Played Songs
- Betghib Betrouh 1 Min.
- Mere Dil Jigar Se 1 Min.
- Nadini 1 Min.
- First Date 1 Min.
- Taghayarta Alaya 1 Min.
- Phoonk De - Club Mix (Female) 1 Min.
- Ya Rait 1 Min.
- 07. - Funky Drummer 1 Min.
- Amal ft.Mirhan 1 Min.
- Jindgani 1 Min.
- Chaar Din Ki Chandni 1 Min.
- Phir Kya Hua 1 Min.
- Woh Jo Hum Mein Tum Mein 1 Min.
- Sanu Margaian Akian 1 Min.
- Adam 1 Min.

Copyrights Love2Pak Inc. Since 1990 - All rights are reserved.